Forum Replies Created

Viewing 5 posts - 1 through 5 (of 5 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: RECOMMENDATION ON ARABIC DICTIONARY #30481
    Nida Binte Shuja
    Participant

    Al qamoos ul jadeed arabic to urdu

    in reply to: Arabic dictionary #30480
    Nida Binte Shuja
    Participant

    Al qamoos ul jadeed

    in reply to: Just a question #30479
    Nida Binte Shuja
    Participant

    Al qamoos ul jadeed meri arabic ki teacher ny recommend ki thi, dekhlen agar apko pdf mil jati hai to,na mily to btaye ga,agar ap chahen gi to send krdun gi

    in reply to: Surah Ibrahim Week 2- Sabaq 08 #30478
    Nida Binte Shuja
    Participant

    Assalamualaikum.sorry u didn’t ask me but koi reply nahi tha islye im sharing my two cents here.
    Sundas is cheez k liye Allah pak ny istikhary ki dua ata farmai hai hmen, dekhen hmary zehen mai buhat sy khayalat aty hain ,ye judge karna Allah ka kaam hai. Har bandy ko haq hai apny liye acha faisla krny ka lekin as a muslim hum ye faisla Allah pe chorty hain bazarya duae istikhara k. Mainy khud is dua ko bar ha parha or yaqeen janen Allah ny mujh sy wo faisla krwaya jo mery haq mai behtar tha,kbhi wo nahi b hua jo mai chahti thi magar arsy baad mjhy pta chala k agar mai wo krleti jo mai chahti thi to mery liye to shar he shar hota. To bus is maamly mai bhi apna faisla Allah pe chorden, Allah sy as a dost baat b kren,unko apni psnd b btaen or phir 2 nafil parh k duae istikhara b parhen. Trust me, you’ll be amazed.
    P.s; tarjuma zaroor parhye ga,apko bhi is dua sy muhabbat hojaye gi.

    in reply to: museebat #30477
    Nida Binte Shuja
    Participant

    Is baat pe mai bhi buhat confuse hoti thi phir hazrat Ali ( Allah unsy raazi ho) ka qoul nazar sy guzra,wahan mujhy jawaab mil gaya.
    Ek baar Hazrat Ali sy kisi ny pocha k museebat to har ek par ati hai ya ati rehti hai to hamen kesy pata chaly k ye museebat jo ai hai wo azmaish hai ya hmary gunaho ki saza to Ap (R.A) ny jawaab dia k agar wo museebat tumhen tumhary Rabb sy door krdy to wo tumhari saza hai or agar woh tumhen Rabb k qareeb kardy to woh tumhari azmaish hai.. baat buhat seedhi or common sense k mutabiq hai,fil ko lagi islye ab mai isi pe khud ko judge krti hun,aap b chahen to isi ko apny ap ky liye istemaal kr skti hain.
    P.s; i don’t have references,and i have described this qoul as a mafhoom jo meri smajh mai aya,wallahu aalam.

Viewing 5 posts - 1 through 5 (of 5 total)
Scroll to Top