Assalam Alaikum
Surah Luqman ky sabaq #4 main kaha gya ky mosiqi aur Quran aik dil main nhi aa sakty bilkul I agree lekin agr kabhi ap majbur hon mosiqi sun’ny ky liye aur wo ap per galat asar bhi daal rahi ho tou kia karein? I repeat majbur hain kuch nhi kar pa rahy tou is situation main kia karein?