Forum Replies Created

Viewing 14 posts - 16 through 29 (of 29 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: Lesson 15 ayat 18 amal rakh ki manand #27361
    Mahnoor khurshid
    Participant

    G or aik meaning ya bhi ha ka wo jo bhi avhay amal krta ha wo rakh ki manind islia ha ka wo Allah ki bargah ma maqbool nahi ha…kionka achay amal tab hi qabool hota ha jab bnda eman laye…so wo jo bhi amal krta ha un kalia akhirat ma koi ajar nahi hoga un amal ka..jab tak ka wo eman na la aye

    in reply to: Music #27342
    Mahnoor khurshid
    Participant

    Using instrumental music in naat is strongly prohibited but if someone use good sounds by vocals ..just to beautify the sound further…then it is no bad in islam …i’ve searched it from google

    in reply to: Question #27341
    Mahnoor khurshid
    Participant

    You can take this course anytime as you have life time access of this course..

    in reply to: Music #27304
    Mahnoor khurshid
    Participant

    Yes mera mind ma bhi yahi question tha bcz ma bhi Maher zain ki naats waghera sunti ho…lakin waha background music bhi hota ha…i also want to know ka ya haram ha ya nahi

    in reply to: Allah Pak Ki taraf sy hidayat milna. #27303
    Mahnoor khurshid
    Participant

    Gy…mujha bhi is ma confusion thi lakin mana parha tha ka Allah pak sirf un ko hidayat deta ha…jin ka dil ma khawahish hoti ha hidayat ko panay ki..jasa Ambiya (AS) ki dawat-toheed par wohi log Eman latay tha ..jo hidayat ka talabgaar hota tha…jin ka dilo ma start sa hi kufar itna bhara hota ha or inhe hidayat ki talab hi nai hoti…na wo siraat-e-mustaqeem par chalna chahta hain…unhe Allah bhi hidayat ata nai krta…
    I hope it will clear your confusion?

    in reply to: Downloading arabic dictionary. #27261
    Mahnoor khurshid
    Participant

    G waha error a raha tha

    in reply to: Jannat main Azaab??? #27214
    Mahnoor khurshid
    Participant

    مسلم،ترجمان السنہ : جلد 2 صفحہ 124

    in reply to: Jannat main Azaab??? #27213
    Mahnoor khurshid
    Participant

    Mana bikhray moti jild 3 ma aik is sa related topic prha tha ..may be its helpful for you..
    Hazrat jabir RA sa rawayat ha ka tufail bin umro aldosi RA (apnay qabila ki traf hijrat ki darkhwast la kar) Ap S.A.W ki khidmat ma hazir hoa or arz kia Ya Rasool Allah! Kiya Ap S.A.W aik mazboot قلعہ or muhafiz جماعت ki traf hijrat krna manzor farma saktay hain? Raawi khta ha ka zamana jahiliat ma qabila دوس ka pas aik قلعہ tha…Ap S.A.W na is khush naseebi ki wajah se jo Allah na Ansaar ka lia muqaddar farma di thi in ka sath janay sa inkar kr dia

    Jab Ap S.A.W na madina hijrat ki to tufail bin umro aldosi RA or in ko qoam ka aik or admi na bhi sath sath hijrat ki…ittefaq ya ka madinah ki aab-o-hawa inhe mawafiq na aye,in ka رفیق bemar pr gaya or takleef bardasht na kar ska …is na apna تیر ka paikan (bhala) nikal kar apni unglio ka جوڑ kat dalay..is ka hathon sa khoon beh nikla yaha tak ka is ki wafat ho gye..

    Tufail bin umro RA na inhe khawab ma dekha to surat in ki bhut achi thi magar hath ڈهکے hoa tha…daryaft kia ka tumhara parwardigar na tumhara sath kia معاملہ kia? Unho na jawab dia ka Ap S.A.W ka sath hijrat krna ki barkat sa mujha bakhsh dia gaya…phir un sa pocha ka tum apna hath dhankay hoa kio nazar aa rha ho? Is na kha mujh sa ya kh diya gaya ha ka tum na jo khud bigara…..ham isey nahi sanwaarein gay…
    Tufail RA na ya khawab Ap S.A.W ki khidmat ma arz kia..Ap S.A.W na dua farmaye: ay Allah!is ka hathon ki bhi بخشش farma day!

    To is hadees sa maloom hoa ka maghfirat ma bhi tajzia (taqseem) ho sakta ha..yaha maghfirat na tufail RA ka rafeeq ka saray jisam ko to ghair lia tha magar امانت الاہیہ ma beja دست اندازی ki wajah se is ka hathon ko chor diya tha……ya admi kiya hi khush naseeb tha ka is ka muqadama Ap S.A.W ka samnay a gaya or Ap ka mubarak hath is ki sifarish kalia uth gaye…pir kia tha رحمت نے اس کی رگ رگ کو گهیر لیا

    in reply to: How to make Salah beautifull #27165
    Mahnoor khurshid
    Participant

    You are welcome dear❤

    in reply to: How to make Salah beautifull #27119
    Mahnoor khurshid
    Participant

    Agr ham roz aik hi surah prhain ga to hmara mind reflexes pr chala jye ga..like aeroplane ko auto-pilot par laga dei wo khud hi chalta rha ga..to hm namaz pr jab bar bar wahi surah duhraye ga to hmara zehan or khayalo ki taraf chala jye ga
    Namaz to hm parh raha honga but dehyan nahi raha ga
    So …phla bat to ya ka agr ap ko zayada surah ati ha to badal badal kr prhain…and second thing..ap ko namaz prhta waqt agr us ka lafzi tarjuma ata hoga to ap jo bhi parh raha hain..ap ko smjh bhi aye ga…jis sa namaz ma zehan idhr udhr ka khyalon ma nahi bhatka ga..or namaz ma خشوع paida hoga

    in reply to: Issue in lesson 13 #26985
    Mahnoor khurshid
    Participant

    Yes ho gya solve @asma

    in reply to: Issue in lesson 13 #26957
    Mahnoor khurshid
    Participant

    @Asma thank God i thought i am the only one facing this issue☺

    in reply to: Assignment? #26918
    Mahnoor khurshid
    Participant

    Yes i have checked her story
    Thankyou!

    in reply to: Quizz question 1 #26351
    Mahnoor khurshid
    Participant

    Ok Jazak Allah

Viewing 14 posts - 16 through 29 (of 29 total)
Scroll to Top